Yash Chopra ( Top 10 yash chopra movies song lyrics in english)

KING OF ROMANCE : (yash chopra)
On his 88th Birth Anniversary We Share His Best 10 yash chopra movies song lyrics With You
Yash Chopra who is known as ” KING OF ROMANCE “ born on 27 September 1932 in Lahore into a Punjabi Hindi Family. He is legendary Film Producer or Director in Bollywood. He was the recipient of several awards, including six National Film Awards and 11 Filmfare Awards. He is consider among the best Indian filmmaker

On Yash Chopra 88th Birth Anniversary we share yash chopra movies song lyrics or his best memories With You
- Mere Khwabon Mein Jo Aaye Lyrics : Lyrics of Dilwale Dhulania le Jayenge (1995)
Lyrics
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Kaisa Hai Kaun Hai Wo Jaane Kahan Hai
Ho Kaisa Hai Kaun Hai Woh Jaane Kahan Hai
Jiske Liye Mere Hoton Pe Aah Hai
Apna Hai Ya Begana Hai Wo
Sach Hai Ya Koi Afsana Hai Wo
Dekhe Ghur Ghur Ke Yunhi Door Door Se
Use Kahon Meri Neend Na Churaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Jadoo Se Jaise Koi Chalne Laga Hai
Ho Jadoo Se Jaise Koi Chalne Laga Hai
Main Kya Karun Dil Machalne Laga Hai
Tera Deewana Kehta Hai Wo
Chup Chup Se Phir Kyon Rahta Hai Wo
Kar Baitha Bhool Wo Le Aaya Phool Wo
Use Kaho Jaaye Chaand Leke Aaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye
2. Kabhie Kabhie Mere Dil Mein Lyrics : Lyrics of Kabhi Kabhi (1976)
Lyrics
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
Ki Jaise Tujhko Banaya Gaya Hai Mere Liye
Ki Jaise Tujhko Banaya Gaya Hai Mere Liye
Tu Abse Pehle Sitaaron Mein Bas Rahi Thi Kahin
Tu Abse Pehle Sitaaron Mein Bas Rahi Thi Kahin
Tujhe Zameen Pe Bulaya Gaya Hai Mere Liye
Tujhe Zameen Pe Bulaya Gaya Hai Mere Liye
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
Ki Ye Badan Ye Nigaahein Meri Amaanat Hain
Ki Ye Badan Ye Nigaahein Meri Amaanat Hain
Ye Gesuon Ki Ghani Chhaon Hain Meri Khatir
Ye Honth Aur Ye Baahein Meri Amaanat Hain
Ye Honth Aur Ye Baahein Meri Amaanat Hain
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
Ki Jaise Bajti Hain Shehnaaiyaan Si Raahon Mein
Ki Jaise Bajti Hain Shehnaaiyaan Si Raahon Mein
Suhaag Raat Hain Ghoonghat Utha Raha Hoon Main
Suhaag Raat Hain Ghoonghat Utha Raha Hoon Main
Simat Rahi Hai Tu Sharma Ke Apni Baahon Mein
Simat Rahi Hai Tu Sharma Ke Apni Baahon Mein
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
Ki Jaise Tu Mujhe Chaahegi Umr Bhar Yoohin
Uthegi Meri Taraf Pyaar Ki Nazar Yoohin
Main Jaanta Hoon Ki Tu Geir Hai Magar Yoohin
Main Jaanta Hoon Ki Tu Geir Hai Magar Yoohin
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
3. Dekha Ek Khwab Lyrics : Lyrics of Silsila (1981)
Lyrics
Dekha ek khwab to ye silsile hue
Door tak nigah mein hain gul khile hue
Door tak nigah mein hain gul khile hue
Ye gila hai aapki nigahon se
Phool bhi hon darmiyan to fasle hue
Dekha ek khwab to ye silsile hue
Door tak nigah mein hain gul khile hue
Meri saanson mein basi kushbu teri
Ye tere pyar ki hai jaadugari
Teri aawaz hai hawaon mein
Pyar ka rang hai fizaon mein
Dhadkanon mein tere geet hain mile hue
Kya kahun ke sharm se hain lab sile hue
Dekha ek khwab to ye silsile hue
Phool bhi hon darmiyan to fasle hue
Mera dil hai teri panahon mein
Aa chhupa loon tujhe main baahon mein
Teri tasveer hai nigahon mein
Door tak roshni hai raahon mein
Kal agar na roshni ke kaafile hue
Pyar ke hazar deep hain jale hue
Dekha ek khwab to ye silsile hue
Door tak nigah mein hain gul khile hue
Ye gila hai aapki nigahon se
Phool bhi hon darmiyan to fasle hue
Dekha ek khwab to ye silsile hue
Door tak nigah mein hain gul khile hue
4. Jaadu Teri Nazar Lyrics : Lyrics of Daar (1993)
Lyrics
Jaadu..
Teri nazar
Khushboo..
Tera badan
Jaadu..
Teri.. Nazar
Khushboo..
Tera badan..
Tu haan kar
Ya naa kar
Tu haan kar ya naa kar
Tu hai meri.. Kiran
Tu hai meri.. Kiran
Tu hai meri.. Kiran
Mere khwaabon ki
Tasvir hai tu
Bekhabar
Meri taqdeer hai tu
Meri taqdeer hai tu
Tu kisi aur ki
Ho na jana
Kuch bhi kar jaaonga
Main deewana
Tu haan kar
Ya naa kar
Tu haan kar ya naa kar
Tu hai meri.. Kiran
Tu hai meri.. Kiran
Lalala la la la..
Faasle, aur kam
Ho rahen hain
Door se pas hum
Ho rahen hain
Ho rahen hain
Maang loonga.. Tujhe
Asaman se
Chheen loonga.. Tujhe
Is jahaan se
Tu haan kar
Ya naa kar
Tu haan kar ya naa kar
Tu hai meri.. Kiran
Tu hai meri.. Kiran
Jaadu..
Teri.. Nazar
Khushboo..
Tera badan..
Tu haan kar
Ya naa kar
Tu haan kar ya naa kar
Tu hai meri.. Kiran
Tu hai meri.. Kiran
Tu hai meri.. Kiran
5.Chandni O Meri Chandni Lyrics: Lyrics of Chandni (1989)
He made CHANDNI (1989) which revived the era of romantic musicals at a time dictated by action and violence-driven films at box-office
Lyrics
chandani tu meri chandani
tu meri chandani
aauch rang bhare badal pe,
tere naino ke kajal se
maine iss dil pe likh diya tera naam
chandani o meri chandani
rang bhare badal pe,
tere naino ke kajal se
maine iss dil pe likh diya tera naam
chandani o meri chandani
chandani o meri chandani
hu naam likh diya,
hu bin puchhe ye kaam kiya
tumne mujhe badnaam kiya aa aa aa
bin puchhe ye kaam kiya,
tumne mujhe badnaam kiya
khair chhodo darpok kahi ke
pyar mujhe tum karte ho,
phir kis baat se darte ho
phir kis baat se darte ho
bolo bolo bolo na
dil pe likhi baato ko
ponchh na de tu aanchal se
maine iss dil pe likh diya tera naam
chandani o meri chandani
you fool, kaun main
yes yes yes yes,
kyun koi phul koi tohfa
tum kuchh bhi saath nahi laate
bade wo ho samjhau tumhe,
pyar sikhau tumhe
apni mehbuba se milne
khali haath nahi aate
khali haath nahi aate,
tumhe nahi pata
are re re re aaj main phir bhul gaya,
yaad rakhunga ye kal se
maine iss dil pe likh diya tera naam
chandani o meri chandani
ale le le le le le
badi masti karta hai re tu
mere shona shona shona shona
pakdo pakdo pakdo pakdo
pakdo pakdo pakdo
aa chandani o meri chandani
are ja ja chandani chandani karta hai
naam mera dil par likh kar
bas tumne baat bana li hai h
aaye tumhe kya pata
maine to dil ke andar teri tasveer laga li hai
teri tasveer laga li hai
dikhau dekhoge
are pyar me tu jeet gayi
apne premi pagal se
maine iss dil pe likh diya tera naam
chandani o meri chandani
rang bhare badal pe,
tere naino ke kajal se
maine iss dil pe likh diya tera naam
chandani o meri chandani
chandani main teri chandani,
chandani o meri chandani
chandani main teri chandani,
chandani o meri chandani
chandani main teri chandani
6. Ho Gya Hai Tujhko Toa Pyar Lyrics : Lyrics of Dilwale Dhulania le Jayenge (1995)
Lyrics
Na Jaane Mere Dil Ko Kya Ho Gaya
Abhi To Yahin Tha Abhi Kho Gaya
Na Jaane Mere Dil Ko Kya Ho Gaya
Abhi To Yahin Tha Abhi Kho Gaya
Na Jaane Mere Dil Ko Kya Ho Gaya
Abhi To Yahin Tha Abhi Kho Gaya
Ho gaya hai tujhko to pyar sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Dildar Sajna Hai Ye Pyaar Sajna
Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Dildar Sajna Hai Ye Pyaar Sajna
Dekha Na Tune Mudke Bhi Peechhe
Kuchh Der To Main Ruka Tha
Jab Dil Ne Tujhko Rokna Chaaha
Door Tu Ja Chuka Tha
Hua Kya
Na Jaana
Ye Dil Kyon
Deewana
Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Dildar Sajna Hai Ye Pyaar Sajna
Ay Vakt Rukja Thamja Thaharja
Vaapas Zara Daud Peechhe
Main Chhod Aayi Khud Ko Jahan Pe
Vo Reh Gaya Mod Peechhe
Kahan Main
Kahan Tu
Ye Kaisa
Hai Jaadu
Arre Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Ho Gaya Hai Tujhka To Pyaar Sajna
Laakh Karle Tu Inkaar Sajna
Dildar Sajna Hai Ye Pyaar Sajna
Na Jaane Mere Dil Ko Kya Ho Gaya
Abhi To Yahin Tha Abhi Kho Gaya
Kho Gaya
7. Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Lyrics : Lyrics of Daag (1973)
Yash Chopra believed in breaking hurdle and crossing boundaries. Daag (1973), the first film of YRF which was based on uncommon subject of man defying society by living together with his two wives.
Lyrics
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe to main bata doon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe to main bata doon
Teri zulf phir sanwaroon
Teri maang phir saja doon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe to main bata doon
Mujhe devta banakar
Teri chahaton ne pooja
Mujhe devta banakar
Teri chahaton ne pooja
Mera pyaar keh raha hai
Main tujhe khuda bana doon
Mera pyaar keh raha hai
Main tujhe khuda bana doon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe to main bata doon
Koi dhoondhne bhi aaye
To hamein na dhoondh paaye
Koi dhoondhne bhi aaye
To hamein na dhoondh paaye
Tu mujhe kahin chhupa de
Main tujhe kahin chhupa doon
Tu mujhe kahin chhupa de
Main tujhe kahin chhupa doon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe to main bata doon
Mere baazuon mein aakar
Tera dard chain paaye
Mere baazuon mein aakar
Tera dard chain paaye
Tere gesuon mein chhup kar
Main jahan ke gham bhula doon
Tere gesuon mein chhup kar
Main jahan ke gham bhula doon
Teri zulf phir sanwaroon
Teri maang phir saja doon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe to main bata doon
8. Yeah Kha Aa Gye Hum Lyrics: Lyrics of Silsila (1981)
With SILSILA (1981) Yash Chopra creating a love-triangle in a story of an extra-marital affair
Lyrics
Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
Tum hoti to kaisa hota, tum yeh kehti, tum voh kehti
Tum is baat pe hairaan hoti, tum us baat pe kitni hansti
Tum hoti to aisa hota, tum hoti to vaisa hota
Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte
Teri baahon mein hai jaanam
Mere jism-o-jaan pighalte
Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte
Yeh raat hai, yeh tumhaari zulfein khuli hui hai
Hai chaandni ya tumhaari nazron se meri raatein dhuli hui hai
Yeh chaand hai ya tumhaara kangan
Sitaarein hai ya tumhaara aanchal
Hawa ka jhonka hai ya tumhaare badan ki khushboo
Yeh pattiyon ki hai sarsaraahat ke tumne chupke se kuch kaha hai
Yeh sochta hoon main kab se gumsum
Ke jab ki mujhko bhi yeh khabar hai
Ke tum nahin ho, kahin nahin ho
Magar yeh dil hai ke keh raha hai
Ke tum yahin ho, yahin kahin ho
O, tu badan hai main hoon chhaaya
Tu na ho to main kahan hoon
Mujhe pyaar karne waale
Tu jahan hai main vahan hoon
Hamein milna hi tha hamdam
Issi raah pe nikalte
Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte
Mm, meri saans saans maheke
Koi bheena bheena chandan
Tera pyaar chaandni hai
Mera dil hai jaise aangan
hui aur bhi mulaayam
Meri shaam dhalte dhalte
Yeh kahan aa aye hum
Yunhi saath saath chalte
Majboor yeh haalaat, idhar bhi hai udhar bhi
Tanhaai ki ek raat, idhar bhi hai udhar bhi
Kehne ko bahut kuch hai, magar kisse kahe hum
Kab tak yunhi khaamosh rahe aur sahe hum
Dil kehta hai duniya ki har ek rasm utha de
Deevaar jo hum dono mein hai, aaj gira de
Kyoon dil mein sulagte rahe, logon ko bata de
Haan humko mohabbat hai, mohabbat hai, mohabbat
Ab dil mein yehi baat, idhar bhi hai udhar bhi
9. Yeah Lamhe Yeah Pal Lyrics : Lyrics of Lamhe (1991)
His favourite fim was LAMHE (1991) a story between two generations
Lyrics
Ye Lamhe, Ye Pal Hum Barso Yaad Karenge,
Ye Mausam Chale Gaye Tho Hum Fariyaad Karenge
Ye Lamhe, Ye Pal Hum Barso Yaad Karenge,
Ye Mausam Chale Gaye Tho Hum Fariyaad Karenge
In Sapno Ki Tasveero Se,
In Yaadon Ki Zanjeero Se,
Apne Dill Ko Kaise Hum Azaad Karenge,
Ye Mausam Chale Gaye Tho Hum Fariyaad Karenge,
Ye Lamhe, Ye Pal Hum Barso Yaad Karenge
Ye Lamhe Tho Hai Bohath Haseen,
In Lamho Par Kuch Likha Nahi,
Ye Abaad Karenge, Ya Barbaad Karenge,
Ye Mausam Chale Gaye Tho Hum Fariyaad Karenge,
Ye Lamhe, Ye Pal Hum Barso Yaad Karenge
Ye Lamhe, Ye Pal Hum Barso Yaad Karenge,
Ye Mausam Chale Gaye Tho Hum Fariyaad Karenge
10.. Aaja Re O Mere Dilbar Aaja Lyrics : Lyrics of Noorie (1979)
Lyrics
Aaja Re O Mere Dilbar Aaja
Aaja Re O Mere Dilbar Aaja
Noorie noorie
Aaja re o dilbar jaaniya
Aaja re aaja re oh
Mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha ja re
Aaja re aaja re woh
Mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha ja re
Aaja re aaja re oh
Mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha ja re
O o o aaja re
O o….noorie noorie
Ujala ujala narm savera
Ruh mein meri jhaanke
Ujala ujala narm savera
Ruh mein meri jhaanke
Pyaar se puchhe kaun
Basa hai tere dil mein aake
Aaja re aaja re o mere dilbar aaja
Tu hi aake bata ja re
Aaja re aaja re oh
Mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha ja re
O o o aaja re
O o….noorie noorie
Dard jagaaye mitha mitha
Armaan jaage jaage
Dard jagaaye mitha mitha
Armaan jaage jaage
Pyaar ki pyaasi main
Deewaani kuchh na sochu aage
Aaja re aaja re o mere dilbar aaja
Phir se aas bandha ja re
Aaja re aaja re o mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha jaa re
O o o aaja re
O o….noorie noorie
THE LEGEND CONTINUES TO INSPIRE US, TO DREAM, TO DARE AND TO SPREAD LOVE

PLEASE GIVE YOUR POINT OF VIEW ABOUT THIS BY USING COMMENT SECTION
THANK You SO MUCH GIVING YOUR PRECIOUS TIME TO MY STORY
And For more updates about Stories, Poem or song: https://truelovemyth.com/