Lata Mangeshkar (best of lata mangeshkar songs) (lata best song, lata mangeshkar top 10 songs)

Lata best song (best of lata mangeshkar songs) video of lata mangeshkar songs
- LAG JA GALE SONG : best of lata mangeshkar songs
LYRICS
Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hasin Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale …
Ham Ko Mili Hain Aaj, Ye Ghadiyaan Nasib Se
Ji Bhar Ke Dekh Lijiye Ham Ko Karib Se
Phir Aap Ke Nasib Men Ye Baat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale …
Paas Aaiye Ki Ham Nahin Aaenge Baar-Baar
Baahen Gale Men Daal Ke Ham Ro Le Zaar-Zaar
Aankhon Se Phir Ye Pyaar Ki Barasaat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hassin Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale …
2. KORA KAAGAZ THA YE MAN MERA SONG : lata best song
LYRICS
Koraa Kaagaz Thaa Ye Man Meraa
Likh Liyaa Naam Is Pe Teraa
Koraa Kaagaz Thaa Ye Man Meraa
Likh Liyaa Naam Is Pe Teraa
Sunaa Aagan Thaa Jivan Meraa
Bas Gayaa Pyaar Jis Pe Teraa
Tut Naa Jaaye Sapane Mai Darataa Hun
Nis Din Sapano Me Dekhaa Karataa Hun
Tut Naa Jaaye Sapane Mai Darataa Hun
Nis Din Sapano Me Dekhaa Karataa Hun
Nainaa Kajaraare Matavaare Ye Ishaare
Khaali Darapan Thaa Ye Man Meraa
Rach Gayaa Rup Is Me Teraa
Koraa Kaagaz Thaa Ye Man Meraa
Likh Liyaa Naam Is Pe Teraa
Chain Gavaayaa Maine Nidiyaa Gavaai
Saari Saari Raat Jaagu Dun Mai Duhaai
Chain Gavaayaa Maine Nidiyaa Gavaai
Saari Saari Raat Jaagu Dun Mai Duhaai
Kahun Kyaa Mai Aage Nehaa Laage Ji Naa Laage
Koi Dushaman Thaa Ye Man Meraa
Ban Gayaa Mit Jaa Ke Teraa
Koraa Kaagaz Thaa Ye Man Meraa
Likh Liyaa Naam Is Pe Teraa
Baago Me Phulo Ke Khilane Se Pahale
Tere Mere Naino Ke Milane Se Pahale
Baago Me Phulo Ke Khilane Se Pahale
Tere Mere Naino Ke Milane Se Pahale
Kahaan Ki Ye Baate
Mulaakaate
Aisi Raate
Tutaa Taaraa Thaa Ye Man Meraa
Ban Gayaa Chaad Hoke Teraa
Koraa Kaagaz Thaa Ye Man Meraa
Likh Liyaa Naam Is Pe Teraa
3. EK AJANBI HASINA SE SONG : best of lata mangeshkar songs
LYRICS :
Ek ajnabi hasina se
Yun mulaaqat ho gayi
Ek ajnabi hasina se
Yun mulaaqat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchho
Kuch aisi baat ho gayi
Ek ajnabee haseena se
Yun mulakat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchho
Kuch aisi baat ho gayi
Wo achanak aa gayi
Yun nazar ke saamne
Jaise nikal aaya
Ghata se chaand
Chehre pe zulfen
Bikhri hui thi
Din mein raat ho gayi
Ek ajnabee haseena se
Yun mulakat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchho
Kuch aisi baat ho gayi
Jane man jane jigar
Hota mai shayar agar
Kehta gazal tere he adaon par
Maine ye kaha to
Mujse khafa wo
Jaane hayaat ho gayi
Ek ajnabee haseena se
Yun mulakat ho gayi
Phir kya hua yeh na puchho
Kuch aisi baat ho gayi
Khubsurat baat ye
Char pal ka saath ye
Sari umar mujko rahega yaad
Mai akela tha magar
Ban gai wo hamsafar
Wo mere sath ho gayi
Ek ajnabi hasina se
Yun mulakaat ho gayi
Phir kya hua ye na pucho
Kuch aisi baat ho gayi..
4. TERE BINA ZINDAGI SE SONG : lata best song
LYRICS
Tere bina zindagi se koi, shikwa, to nahi
Shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi
Zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi
Kaash aisa ho tere kadmo se
Chun ke manzil chale aur kahi door kahi
Tum gar saath ho, manzilo ki kami to nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi
Jee mein aata hai, tere daaman mein
Sar jhuka ke ham rote rahe, rote rahe
Teri bhi aankho mein, aansuo ki nami to nahi
Tere bina zindagi se koi, shikwa, to nahi
Shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi
Zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
Tum jo keh do to aaj ki raat
Chaand doobega nahi, raat ko rok lo
Raat ki baat hai, aur zindagi baaki to nahi
Tere bina zindagi se koi, shikwa, to nahi
Shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi
Zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
5. AJEEB DAASTAAN HAI YEH SONG : best of lata mangeshkar songs
LYRICS
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
Yeh roshni ke saath kyoon
Dhuaan utha chiraag se
Yeh roshni ke saath kyoon
Dhuaan utha chiraag se
Yeh khwaab dekhti hoon main
Ke jag padi hoon khwaab se
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
Mubaarakein tumhe ke tum
Kisi ke noor ho gaye
Mubaarakein tumhe ke tum
Kisi ke noor ho gaye
Kisi ke itne paas ho
Ke sab se door ho gaye
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
Kisi ka pyaar leke tum
Naya jahan basaaoge
Kisi ka pyaar leke tum
Naya jahan basaaoge
Yeh shaam jab bhi aayegi
Tum humko yaad aaoge
Ajeeb daastaan hai ye
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
6. EK PYAR KA NAGMA HAI SONG : lata best song
LYRICS
Hmmm Hmmmm Hmmmm….
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawaani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Kuchh paa kar khona hai
Kuchh kho kar pana hai
Jeevan ka matlab to
Aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se
Ek umra churani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Tu dhaar hai nadiya ki
Main tera kinara hoon
Tu mera sahara hai
Main tera sahara hoon
Aakhon mein samandar hai
Aashaon ka paani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Toofan ko aana hai
Aakar chale jaana hai
Baadal hai yeh kuchh pal ka
Chha kar dhal jaana hai
Parchhaiyan reh jaati
Reh jaati nishaani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawaani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahaani hai
Teri meri kahaani hai
Teri meri kahaani hai
7. BHEEGI BHEEGI RAATON MEIN SONG : best of lata mangeshkar songs
LYRICS :
Bheegi bheegi raaton mein,
Meeti meeti baaton mein
Aise barsaaton mein kaisa lagtaa hai?
Aisa lagtaa hai tum banke baadal,
Mere badan ko bhigoke
Mujhe chhed rahe ho ho o
Chhed rahe ho
Chhed rahe ho
Aisa lagtaa hai tum banke baadal,
Mere badan ko bhigoke
Mujhe chhed rahe ho ho o
Chhed rahe ho
Chhed rahe ho
Ambar khele holi ui ma
Bheegi mori choli hamjoli hamjoli
Ambar khele holi ui ma
Bheegi mori choli hamjoli hamjoli
O paani ke is rele mein
Saavan ke is mele mein
Chhat pe akele mein
Kaisa lagtaa hai
Aisa lagtaa hai tum banke ghata
Apne sajan ko bhigoke khel khel rahi ho o
Khel rahi ho
Aisa lagtaa hai
Tum banke baadal mere badan ko bhigoke
Mujeh chhed rahe ho chedd rahe ho
Barakha se bachhalun tujeh
Seene se lagaa loon
Aa chhupaalun aa chhupaalun
Barakha se bachhalun tujeh
Seene se lagaa loon
Aa chhupaalun aa chhupaalun
Dil ne pukara dekho rut ka ishaara dekho
Uf ye nazara dekho
Kaisa lagtaa hai, bolo?
Aisa lagtaa hai kuchh ho jayega
Mast pavan ke ye jhoke
Saiyaan dekh rahe ho o
Dekh rahe ho
Aisa lagtaa hai
Tum banke baadal mere badan ko
Bhigoke mujeh chhed rahe ho o
8. NAINA BARSE RIM JHIM RIM JHIM SONG : best of lata mangeshkar songs
LYRICS
Ho o, a a aa a
A a a aa aa aa
Naina barse, rim jhim rim jhim
Naina barse, rim jhim rim jhim
Piya tore aawan ki aas
Naina barse, rim jhim rim jhim
Naina barse, barse, barse
Woh din meri nigaahon mein
Woh yaadein meri aahon mein
O o o, woh din meri nigaahon mein
Woh yaadein meri aahon mein
Yeh dil ab tak bhathakta hai
Teri ulfat ki raahon mein
Sooni sooni raahein, sehmi sehmi baahein
Aankhon mein hain barson ki pyaas
Naina barse, rim jhim rim jhim
Naina barse, barse, barse
Nazar tujh bin machalti hai
Mohabbat haath malti hai
O o o, nazar tujh bin machalti hai
Mohabbat haath malti hai
Chala aa mere parwane
Wafa ki shama jalti hai
O mere hamraahi, phirti hoon ghabrayi
Jahan bhi hai aa jaa mere paas
Naina barse, rim jhim rim jhim
Naina barse, barse, barse
Adhoora hoon main afsana
Jo yaad aaoon chale aana
Mera jo haal hai tujh bin
Woh aakar dekhte jaana
Bheegi bheegi palkein, chham chham aansoo chhalkein
Khoyi khoyi aankhen hain udaas
Naina barse, rim jhim rim jhim
Naina barse, barse, barse
Yeh laakhon gham yeh tanhaayi
Mohabbat ki yeh ruswaay
Yeh laakhon gham yeh tanhaayi
Mohabbat ki yeh ruswaay
Kati aisi kai raatein
Na tum aaye na maut aayi
Yeh bindiya ka taara, jaise ho angaara
Mehndi mere haathon ki udaas
Naina barse, rim jhim rim jhim
Piya tore aawan ki aas
Naina barse, rim jhim rim jhim
Naina barse, barse, barse
9. RANGEELA RE SONG : video of lata mangeshkar songs
LYRICS
Rangeela re e rangeela
Rangeela re tere rang mein
Yun rangaa hain mera mann
Chhaliya re, naa buze hain,
Kisi jal se ye jalan
Hoo rangeela re, tere rang mein,
Yun rangaa hain mera mann
Chhaliya re, naa buze hain,
Kisi jal se ye jalan
Palakon ke jhule pe, sapano ki dori
Pyaar ne baandhi jo, tu ne wo todi
Khel ye kaisaa re, kaisaa re saathi
Diyaa to zoomei hain, roye hain baati
Kahi bhi jaaye re, roye yaa gaaye re
Chain naa paaye re hiyaa,
Waah re pyaar waah re waah
Rangeela re, tere rang mein,
Yun rangaa hain, era mann
Chhaliya re, naa buze hain,
Kisi jal se ye jalan
Hoo rangeela re
Dukh mera dulhaa hain, birahaa hain doli
Aansoo ki saadi hain, aahon ki choli
Aag main pioo re, jaise ho paani
Naa re diwaani hoon, pidaa ki raani
Manawaa ye jale hain, jag saaraa chhale hain
Saans kyon chale hain piyaa,
Waah re pyaar waah re waah
Rangeela re, tere rang mein,
Yun rangaa hain, mera mann
Chhaliya re, naa buze hain,
Kisi jal se ye jalan
Hoo rangeela re
Rangeela rangeela
Maine to sinchi re, teri ye raahen
Maine to sinchi re, teri ye raahen
Baahon mein teri kyon, aauron ki baahen
Kaise tu bhoolaa wah, phoolon si raaten
Samajhi jab aankho ne, anakhon ki baaten
Gaaw har chhootaa re, sapana har tuta re
Phir bhi tu ruthhaa re, piyaa,
Waah re pyaar waah re waah
Rangeela re, tere rang mein,
Yun rangaa hain, mera mann
Chhaliya re, naa buze hain,
Kisi jal se ye jalan
Hoo rangeela re
Rangeela re
10. DO DIL TOOTE DO DIL HAARE SONG : lata mangeshkar top 10 songs
LYRICS
Do dil toote do dil haare
Duniya waalon sadke tumhare
Do dil toote do dil haare
Duniya waalon sadke tumhare
Duniya waalon sadke tumhare
Do dil toote do dil haare
Dekhegi mukhda apna
Ab se jawani dil ke daag mein
Barsega kaise sawan
Kaise padenge jhoole baag mein
Bain karenge khwaab kunware
Do dil toote do dil haare
Main na rahoongi lekin
Goonjengi aahein mere gaanv mein
Ab na khilegi sarson
Ab na lagegi mehandi paanv mein
Ab na ugenge chaand sitaare
Do dil toote do dil haare
Pyar tumhara dekha
Do dil toote do dil haare
Dekha tumhara aankhein modna
Tod to daala dil ko
Khel nahi hai dil ka todna
Tadpoge tum bhi sath hamare
Do dil toote do dil haare
Duniya waalon sadke tumhare
Do dil toote do dil haare
Do dil toote do dil haare
Duniya waalon sadke tumhare
Sadke tumhare
11. TUJHSE NARAZ NAHIIN ZINDAGI SONG : video of lata mangeshkar songs
LYRICS
Tujhse naaraz nahiin zindagi
Hairaan hoon main
O hairaan huun main
Tere masum sawaalon se
Pareshaan hoon main
O pareshaan hoon main
Tujhse naaraz nahiin zindagi
Hairaan hoon main
O hairaan huun main
Tere masum sawaalon se
pareshaan hoon main
O pareshaan hoon main
Jeene ke liye sochaa hi nahi
Dard sambhaalane honge
Jeene ke liye sochaa hi nahi
Dard sambhalane honge
Muskuraaye to muskuraane ke
Karz utarne honge
Ho muskurauun kabhii to lagataa hai
Jaise honthon pe karz rakha hai
Tujhse naaraaz nahiin zindagi
Hairaan hoon main
O hairaan huun main
Zindagi tere gam ne hamein
Rishte naye samajhaye
Zindagi tere gam ne hamein
Rishte naye samajhaaye
Mile jo hamein dhoop mein mile
Chaanv ke thande saaye
Ho tujhse naaraaz nahin zindagi
Hairaan hoon main
O hairaan huun main
Aaj agar bhar aai hain
Boondein baras jaayengi
Aaj agar bhar aai hain
Boondein baras jaayengi
Kal kyaa pataa inke liye
Aankhein taras jaayengi
Ho jaane kab gum hoya kaha khoyaa
Ek ansuun chhupaake rakhaa thaa
Ho tujhse naaraaz nahin zindagi
Hairaan hoon main
O hairaan huun main
Tere masum sawaalon se
Pareshaan hoon main
O pareshaan hoon main
O pareshaan hoon main
O pareshaan hoon main
12. PAL BHAR MEIN YE KYA HO GYA SONG : video of lata mangeshkar songs
LYRICS
Pal bhar mein ye kyaa ho gayaa, wo main gayee, wo man gayaa
Chunaree kahe, sunaree pawan saawan laayaa, ab ke sajan
Din bhar muze yoo sataaye, un been ab to rahaa naheen jaaye
Aashaa kee chhotee see naiyyaa, le ke chalee purawayyaa
Dole dole, zoomakaa dole, chupake se ye bhed khole
Aa jaayegaa, aa jaayegaa, pyaar se tum bulaanaa
Aayee bahaare simat ke, kahane lagee wo lipat ke
Choree, choree, chalo goree, thaamei huye baiyyaa moree
Mil jaayegaa, mil jaayegaa, tum ko wahee diwaanaa
IT WAS NOT REALLY THE EXTERNAL INFLUENCES THAT MADE ME A SINGER. MUSIC WAS WITHIN ME. I WAS FULL OF IT

PLEASE GIVE YOUR POINT OF VIEW ABOUT THIS BY USING COMMENT SECTION
THANK You SO MUCH GIVING YOUR PRECIOUS TIME TO MY STORY
And For more updates about Stories, Poem or song: http://truelovemyth.com